Radd OST Lyrics – Asim Azhar | Sheheryar Munawar, Hiba Bukhari
Radd OST Lyrics has been beautifully sung by the renowned Asim Azhar. This latest track features the talented, Sheheryar Munawar, Hiba Bukhari. The heartfelt of Radd OST lyrics are penned by the talented Fatima Najeeb, Sulaman Naseer, while the captivating music is composed by Asim Azhar. The music video for this song has been skillfully directed by Ahmed Bhatti.
Radd OST Lyrics Song Details :
Song | Radd OST |
Drama | Radd |
Cast | Sheheryar Munawar, Hiba Bukhari |
Singers | Asim Azhar |
Music | Asim Azhar |
Lyrics | Fatima Najeeb, Sulaman Naseer |
Music Label | ARY Digital |
Radd OST Lyrics
Aao Sunaun Kahani
Mukhtasar Raja Aur Rani Ki
Nazaro Mein Thehra Tha Koi Gila
Aur Thodi Hairani Si
Khudki Khabar Na Usko
Na Tha Koi Pata
Haq Se Jeene Ki Khwahish Thi
Khwabon Ka Diya
Mil Jaaye Aisa Koi
Samjhe Jo Mann Ki Baat
Uski Thi Apni Duniya
Thi Apni Qaynaat
Aao Sunaun Kahani
Mukhtasar Raja Aur Rani Ki
Nazaro Mein Thehra Tha Koi Gila
Aur Thodi Hairani Si
Ae Khuda Sab Dekh Raha Tu
Dard Hi Kyun Bas Bhej Raha Tu
Ae Khuda Sab Dekh Raha Tu
Dard Hi Kyun Bas Bhej Raha Tu
Mohabbat Ke Khazane Ko
Zara Sa Mushkurane Do
Mohabbat Hai Haseen Dhoka
Hume Aazmaane Do
Nahi Khwahish Bhulane Ki
Hume Sab Yaad Aane Do
Tumhe Humse Mohabbat Hai
Kahan Hai Aane Jaane Do
Mohabbat Ke Khazane Ko
Zara Sa Mushkurane Do
Mohabbat Hai Haseen Dhoka
Hume Aazmaane Do
Nahi Khwahish Bhulane Ki
Hume Sab Yaad Aane Do
Tumhe Humse Mohabbat Hai
Kahan Hai Aane Jaane Do
Ye Taj O Takht Daulat
Maula Ki Atah
Rakht Karke Apne Haq Ko
Kyun Di Khudko Saza
Mushkil Tha Lekin
Jeene Ka Raasta
Kyun Di Duniya Ko Tumne
Ye Karne Ki Wajah
Tha Wo Jo
Niyat Uski Parakh Na Paaya
Kho Gaya
Duniya Ke Zulm Ke Paraya
Jo Mila Bas Uska Wahan
Thi Dil Mein Jiske Andar Hi Wafa
Rah Guzar Mera Mile Na Kaise
Waqt Ne Ye Qissa Likhwaya
Chal Pade The Ik Nayi Subah
Kabhi Jo Kaha Na Humne Kisise
Tumse Kahenge Pyaar Fasana
Dil Ka Sukoon Ho Rah-e-junoon Ho
Pyaar Kiya To Pyaar Nibhana
Mann Se Jiye Hum Pyaar Ke Lamhe
Inme Hi Ho Jaaye Fanaah
Aate Jaate Rahon Mein
Usko Jo Mil Gaya
Gumsum Hua Dil Phir Se
Yun Khil Gaya
Milke Kisise Usko
Kuch Aisa Tha Laga
Mil Jaaye Jaise Lamhe Mein
Jeene Ki Wajah
Aao Sunaun Kahani
Mukhtasar Raja Aur Rani Ki
Nazaro Mein Thehra Tha Koi Gila
Aur Thodi Hairani Si
Mohabbat Ke Khazane Ko
Zara Sa Mushkurane Do
Mohabbat Hai Haseen Dhoka
Hume Aazmaane Do
Nahi Khwahish Bhulane Ki
Hume Sab Yaad Aane Do
Tumhe Humse Mohabbat Hai
Kahan Hai Aane Jaane Do
Mohabbat Ke Khazane Ko
Zara Sa Mushkurane Do
Mohabbat Hai Haseen Dhoka
Hume Aazmaane Do
Nahi Khwahish Bhulane Ki
Hume Sab Yaad Aane Do
Tumhe Humse Mohabbat Hai
Kahan Hai Aane Jaane Do
Shab Ke Na Pyaar Na Bichhde
Sohna Gham Khar Na Bichhde
Tu Jo Bane Sawali Koi Dil Da
Didaarl Na Bichhde
Shab Ke Na Pyaar Na Bichhde
Sohna Gham Khar Na Bichhde
Tu Jo Bane Sawali Koi Dil Da
Dildaar Na Bichhde
Shab Ke Na Pyaar Na Bichhde
Sohna Gham Khar Na Bichhde
Tu Jo Bane Sawali Koi Dil Da
Dildaar Na Bichhde
Shab Ke Na Pyaar Na Bichhde
Sohna Gham Khar Na Bichhde
Tu Jo Bane Sawali Koi Dil Da
Dildaar Na Bichhde
Nahi Khwahish Bhulane Ki
Hume Sab Yaad Aane Do
Tumhe Humse Mohabbat Hai
Kahan Hai Aane Jaane Do
Itni Si Thi Ye Kahani Mukhtasar
Raja Aur Rani Ki
Jeene Ki Isko Mil Wo Wajah
Jiski Deewani Thi
Written By : Fatima Najeeb, Sulaman Naseer