Mein Ost Lyrics – Asim Azhar | Wahaj Ali, Ayeza Khan
Mein Ost Lyrics From “Mein” has been beautifully sung by the renowned Meesha Shafi. This latest track features the talented duo, Wahaj Ali, Ayeza Khan. The heartfelt of Mein Ost Lyrics are penned by the talented Kunaal Vermaa, while the captivating music is composed by Asim Azhar, Hassan Ali. The music video for this song has been skillfully directed by Badar Mehmood.
Mein Ost Lyrics Song Details :
Song | Mein Ost |
Drama | Mein |
Cast | Wahaj Ali, Ayeza Khan |
Singer | Asim Azhar |
Composer | Asim Azhar, Hassan Ali |
Lyrics | Kunaal Vermaa |
Music Label | ARY Digital HD |
Mein Ost Lyrics
Dil Pe Guzri Kya Kya
Hum Kya Kahein
Paaye Hain Gham
Khushiyon Ki Chah Mein
Main Bas Main Hoon
Aur Sirf Tum Ho Tum
Dil Se Dil Ke Qisse
Ab Khatam Sabhi
Mera Sukoon Main Hoon
Zid Bhi Junoon Main Hoon
Har Aarzoo Main Hoon
Nahi Mujhko Zaroorat Teri
Hum Guzre Gham Guzre
Jis Raah Se Us Raah Se
Teri Wafa Kam Guzre
Jis Raah Se Us Raah Se
Mera Sukoon Main Hoon
Zid Bhi Junoon Main Hoon
Har Aarzoo Main Hoon
Nahi Mujhko Zaroorat Teri
Main Hoon Mera Gair Mere
Kis Kaam Ke Kis Kaam Ke
Tum Bhi Sanam Khair Mile
Bas Naam Ke Bas Naam Ke
Hmm… Ishq Maine
Chand Ki Tarah Khara Kiya Hai
Hamesha Sirf Teri Khushi Se
Raabta Rakha Hai Hamesha
Phir Meri Aankhon Mein
Barsaat Kyun Dekhun
Tu Mera Nahi Hai Main Woh
Khwab Kyun Dekhun
Tanha Main Bhi
Teri Raah Kyun Dekhun
Keh De Zara
Kuch Bhi Nahi Paaya
Ye Tu Kahan Laaya
Umre Hui Zaaya Ye
Mausam Toh Aise Na The
Hum Guzre Gham Guzre
Jis Raah Se Us Raah Se
Teri Wafa Kam Guzre
Jis Raah Se Us Raah Se
Wo Jo Mera Na Tha
Kyun Jud Gaya Naata
Jo Na Nibhana Tha
Hum Badse Badkismat Rahe
Main Hoon Mera Gair Mere
Kis Kaam Ke Kis Kaam Ke
Tum Bhi Sanam Khair Mile
Bas Naam Ke Bas Naam Ke
Mujhko Na Zakhm Na Waqt Ne Mara
Jise Zindagi Kaha Tha Usi Shaks Ne Mara
Wo Jo Na Muskilon Na Halaaton Se Haara
Hai Ishq Naam Jiska Us Ek Lafz Ne Maara
Main Hoon Mera Gair Mere
Kis Kaam Ke Kis Kaam Ke
Tum Bhi Sanam Khair Mile
Bas Naam Ke Bas Naam Ke
Mein Ost Lyrics In Hindi
दिल पे गुज़री क्या क्या
हम क्या कहें
पाए हैं गम
ख़ुशियों की चाह में
मैं बस मैं हूं
और सिर्फ तुम हो तुम
दिल से दिल के क़िस्से
अब ख़तम सभी
मेरा सुकून मैं हूं
जिद भी जुनून मैं हूं
हर आरज़ू मैं हूं
नहीं मुझको ज़रूरी तेरी
हम गुज़रे ग़म गुज़रे
जिस राह से, उस राह से
तेरी वफ़ा कम गुज़रे
जिस राह से, उस राह से
मेरा सुकून मैं हूं
जिद भी जुनून मैं हूं
हर आरज़ू मैं हूं
नहीं मुझको ज़रूरी तेरी
मैं हूं मेरा गैर मेरे
किस काम के, किस काम के
तुम भी सनम खैर मिले
बस नाम के, बस नाम के
हम्म…इश्क मैने
चांद की तरह खरा किया है
हमेशा सिर्फ तेरी ख़ुशी से
राब्ता रखा है हमेशा
फिर मेरी आँखों में
बरसात क्यों देखूं
तू मेरा नहीं है मैं वो
ख्वाब क्यों देखूं
तन्हा मैं भी
तेरी राह क्यों देखूं
केह दे जरा
कुछ भी नहीं पाया
ये तू कहां लाया
उमरे हुई जया ये
मौसम तो ऐसे ना थे
हम गुज़रे ग़म गुज़रे
जिस राह से, उस राह से
तेरी वफ़ा कम गुज़रे
जिस राह से, उस राह से
वो जो मेरा ना था
क्यों जुड़ गया नाता
जो ना निभाना था
हम बदसे बदकिस्मत रहे
मैं हूं मेरा गैर मेरे
किस काम के, किस काम के
तुम भी सनम खैर मिले
बस नाम के, बस नाम के
मुझको ना ज़ख़्म ना वक़्त ने मारा
जिसे जिंदगी कहा था उसी शक्स ने मारा
वो जो ना मुस्कुराओ ना हालातों से हारा
है इश्क नाम जिसका उसे एक लफ्ज ने मारा
मैं हूं मेरा गैर मेरे
किस काम के, किस काम के
तुम भी सनम खैर मिले
बस नाम के, बस नाम के
Written By : Kunaal Vermaa