Paristan OST Lyrics – Asim Azhar | New Romantic Song 2024
Paristan OST Lyrics has been beautifully sung by the renowned Asim Azhar. This latest track features the talented, Arslan Naseer, Aymen Saleem. The heartfelt of Paristan OST lyrics are penned by the talented Qamar Nashad, while the captivating music is composed by Naveed Nashad. The music video for this song has been skillfully directed by Ali Hasan.
Paristan OST Lyrics Song Details :
Song | Paristan OST |
Drama | Paristan |
Cast | Arslan Naseer, Aymen Saleem |
Singers | Asim Azhar |
Music | Naveed Nashad |
Lyrics | Qamar Nashad |
Music Label | HUM TV |
Paristan Lyrics
Main Birde Mohabbat Hi Karta Rahun
Zubaan Tera Naam Ho
Subho Shaam Tujhko Nazar Mein Rakhun
Mera Bas Yahi Kaam Ho
Na Chand Aur Suraj Ki Hai Aarzoo
Main Taaron Se Karlu Teri Guftugu
Aare Aare Aaree Dil Ke Sahare
Aare Aare Aaree Dil Ke Sahare
Aaja Re Aaja Re Aa Bhi Jaa
Main Shaam O Seher
Teri Yaadon Mein Gum Tha
Nahi Koi Dooja
Mujhe Koi Gham Tha
Mujhe Dekh Kar Tera Nazre Churana
Mohabbat Mein Tera Thoda Sitam Tha
Tere Pyar Ke Main Kaseede Padhun
Mera Bas Ye Anjaam Ho
Na Chand Aur Suraj Ki Hai Aarzoo
Main Taaron Se Karlu Teri Guftugu
Aare Aare Aaree Dil Ke Sahare
Aare Aare Aaree Dil Ke Sahare
Aaja Re Aaja Re Aa Bhi Jaa
Khulasa Mohabbat Mere Ka Aaya
Kabhi Dhoop Ye Kabhi Hai Ye Chhaya
Ye Itrana Tera Kya Rashm-E-Wafa Hai
Khata Kya Hai Meri Na Tumne Bataya
Khud Hi Tum Chalate Ho Teer-E-Nazar
Mera Dil Kyun Badnaam Hai
Na Chand Aur Suraj Ki Hai Aarzoo
Main Taaron Se Karlu Teri Guftugu
Aare Aare Aaree Dil Ke Sahare
Aare Aare Aaree Dil Ke Sahare
Aaja Re Aaja Re Aa Bhi Jaa
Written By : Qamar Nashad