Zaroori Tha 2 Lyrics – Rahat Fateh Ali Khan | Vishal Pandey, Aliya Hamidi, Vikas Singh
Zaroori Tha 2 Lyrics has been beautifully sung by the renowned Rahat Fateh Ali Khan. This latest track features the talented, Vishal Pandey, Aliya Hamidi & Vikas Singh. The heartfelt of Zaroori Tha 2 lyrics are penned by the talented Mujtaba Ali, while the captivating music is composed by Kamran Akhtar. The music video for this song has been skillfully released by Gem Tunes.
Zaroori Tha 2 Lyrics Song Details :
Song | Zaroori Tha 2 |
Cast | Vishal Pandey, Aliya Hamidi & Vikas Singh |
Singers | Rahat Fateh Ali Khan |
Music | Kamran Akhtar |
Lyrics | Mujtaba Ali |
Music Label | Gem Tunes |
Zaroori Tha 2 Lyrics
Kya Ye Laazim Tha
Har Ek Roj Tadapte Jaana
Hizr Ki Yaad Mein
Jal Jal Ke Pighalte Jaana
Main Toh Anjaan Tha
Tumne Hi Sikhaya Hai Mujhe
Waqt Ke Saath
Kaise Badalte Jaana
Teri Bebaak Nazron Se
Ulajhna Bhi Zaroori Tha
Zaroori Thi Mohabbat Toh
Smajhna Bhi Zaroori Tha
Kya Hota Ek Manzil Ke
Musafir Saath Hi Rehte
Tha Tera Rehna Zakhm Tera Jo
Wo Bharna Bhi Zaroori Tha
Teri Bebaak Nazron Se
Ulajhna Bhi Zaroori Tha
Abhi Toh Saath Chalne Mein
Sukoon Tumse Mila Hi Tha
Manane Ki Jo Rasmein Thi
Hain Baaki Roothna Bhi Tha
Shikayat Tumko Thi Mujhse
To Mujhse Thi Gila Karte
Jo Aansu Behna Chahte Ho
Nahi Unko Piya Karte
Batao Kya Ye Laazim Tha
Tadapte Chhod Kar Jaana
Sile Mein In Wafaon Ke
Tadapna Bhi Zaroori Tha
Teri Bebaak Nazron Se
Ulajhna Bhi Zaroori Tha
Jahan Milte The Hum Dono
Wahan Jaakar Bahaut Roya
Jise Khone Se Darta Tha
Wo Akhir Maine Hai Khoya
Teri Tasveer Dekhun Toh
Nahi Aata Yakeen Mujhko
Magar Do Rukh Hai Is Tasveer Ke
Ab Hai Yakeen Mujhko
Kahan Tu Mujhme Mausam Sa
Yahan Aaya Khana Badla
Mujhe Tumne Ye Sikhlaya
Badalna Bhi Zaroori Tha
Zaroori Thi Mohabbat To
Samajhna Bhi Zaroori Tha
Teri Bebaak Nazron Se
Ulajhna Bhi Zaroori Tha
Zaroori Tha 2 Lyrics In Hindi
क्या ये लाज़िम था
हर एक रोज़ तड़पते जाना
हिज्र की याद में
जल जल के पिघलते जाना
मैं तो अंजान था
तुमने ही सिखाया है मुझे
वक़्त के साथ
कैसे बदलते जाना
तेरी बेबाक नजरों से
उलझना भी जरूरी था
ज़रूरी थी मोहब्बत तो
समझना भी जरूरी था
क्या होता एक मंजिल के
मुसाफिर साथ ही रहते हैं
था तेरा रहना ज़ख्म तेरा जो
वो भरना भी जरूरी था
तेरी बेबाक नजरों से
उलझना भी जरूरी था
अभी तो साथ चलने में
सुकून तुमसे मिला ही था
मनने की जो रस्में थी
है बाकी रूठना भी था
शिक़ायत तुमको थी मुझसे
तो मुझसे थी गिला करते
जो आंसू बहना चाहते हो
नहीं उनको पिया करते
बताओ क्या ये लाज़िम था
तड़पते छोड़ कर जाना
सिल में वफ़ाओं के
तड़पना भी जरूरी था
तेरी बेबाक नजरों से
उलझना भी जरूरी था
जहां मिलते थे हम दोनों
वहां जाकर बहुत रोया
जिसे खोने से डरता था
वो आख़िर मैंने है खोया
तेरी तस्वीर देखूं तो
नहीं आता यकीन मुझको
मगर दो रूख है इस तस्वीर के
अब है यकीन मुझको
कहां तू मुझमें मौसम सा
यहां आया खाना बदला
मुझे तुमने ये सिखाया
बदलना भी जरूरी था
ज़रूरी थी मोहब्बत तो
समझना भी जरूरी था
तेरी बेबाक नजरों से
उलझना भी जरूरी था
Written By : Mujtaba Ali